Wednesday, March 28, 2007

Bhaiya Ji Aa gaye!

Namaskaar bhaiyon aur aap sabki pyaari pyaari bahano... Aaaj hi entry maari hai.. Abhi bole to bhaiya ji ki raam kahaaani aaj se start hogi.. Boooks likhi jaayegi and ek itihaas racha jaayega.....
To fatto ki duniya main aapka swagat hai....
" To lijiye start karte hai hum "
Jo time ki kadar jnahi karta time uski kadar nahi karta . Agar time naa mile to PT ( Professional Tutorial ) join kar lena... "

ooops is se pahle dande padhe main chalta hun..
BYe bye
Kal fir milungaaaa. Aur ek gande waala maarne ke liye...

9 comments:

Anand Arora said...

Kya baaat hai bhaiyaa ji.. Kal ki wait kar rahe hai.. Kuch top maariyop to majaa aaye

Unknown said...

hahahahahaha

aaalsi gadha blog likhne laga

hahahahaha

KS said...

fattebaaaz...sharam nahi aati tumhe?office ko cyber cafe banaake rakhe ho

sudhirkapata said...

Tension maat lo.....har fatto mein ek nayapan aur ek naya andaz hoga....app chahe tho apne fatte bhi share kar sakate hain.

par keep it limited to 1 per day...tabhi masti ayegi.

Kailash Verma said...

abey oo fattebazz............

kyun fate-pe-bazzi kar raha hai..

chal tere fatte pe ab hum bhi paanch chand lagayenge...

haq banta hai kisi ke fatte pe taang adane kaa.......

Kailash Verma said...

2 INDIAN soldiers captures a PKAISTANI soldier and gave him a dice and said:
if you get 1,2,3,4 or 5 we will kill you........

then curiously PAKISTANI brave SOLDIER asked: what if I get 6,

INDIAN soldiers: IDIOT never played LUDO ...?
re-chance.....you have to throw it again.

sudhirkapata said...

Kya baat hain....kailash bhai.

"Mrs. : Ka karat ho.
Bhaiyaji: Dostwa ko chitthi likhat ho
Mrs. :Par tumka likhan kahan awat
hain.
Bhaiyaji: Uo sasuree ko bhi padhan
kahan awwat hain tho. "

Ajj ka faata yahin samapt huae...kal fir milenge naye patte ke sath!!!

sudhirkapata said...

Bhaiyaji: "Time kya hua hain..........."
KS: "pata nahin ghadi nahin hain mere pass........"
Bhaiyaji: "Mere pass bhi nahin hain, .. koi baat nahin sham ko ghar ja kar dekh lenge"

App sab ke.....bhaiyaji

sudhirkapata said...

boht dino ke baad....ayya hai hame yaad.....ek fatta fatta...ek fatta......

Bhaiyaji: abey iss kutte ka ek pair nahin hain?
Nandu: Shai bey "THAKUR" ka kutta hai yeah....isiliye !!!